Raat ki Gehrai ankhon me utar aai he, kuch khawab the or kuch meri tanhai, ye jo palkon se beh rahe he halke - halke, kuch to mazburi thi kuch teri bewafai...
Get link
Facebook
X
Pinterest
Email
Other Apps
Raat ki Gehrai ankhon me utar aai he, kuch khawab the or kuch meri tanhai, ye jo palkon se beh rahe he halke - halke, kuch to mazburi thi kuch teri bewafai...
Zamaana ho gaya dekhe magar chaahat nahin badalee, Kisee kee zid nahin badalee, meree aadat nahin badalee.. ज़माना हो गया देखे मगर चाहत नहीं बदली, किसी की ज़िद नहीं बदली, मेरी आदत नहीं बदली..
Vahi Shakhsh mere lashkar se bagawat kar gaya. Jeet kar Saltanat Jiske Naam krni thi. वही शख्श मेरे लष्कर से बगावत कर गया. जीत कर सलतनत जिसके नाम करनी थी.
Comments
Post a Comment